Ajay Devgan is a film actor, director, and producer from India. He is widely regarded as one of Hindi cinema’s most prominent performers, having featured in over a hundred Hindi films. Devgn has received several awards, including three National Film Awards and four Filmfare Awards. In 2016, the Government of India bestowed upon him the Padma Shri, the country’s fourth highest civilian decoration. In this article, we have compiled some of the most famous dialogues by Ajay Devgan.
20 Famous Dialogues by Ajay Devgan:
Diljale
Year-1996
Dialogue – Aag jo dil me lagi hai, use duniya me laga dunga mai.. Jo teri doli uthi, zamaane ko jala dunga mai
Singham
Year- 2011
Dialogue – Aatha majhi satakli
Drishyam
Year – 2015
Dialogue – Insaan apni family k bina jee nai sakta, unke liye kuch bhi kar sakta hai……. Fir duniya use matlabi kahe ya khudgarz…..
Tezz
Year – 2012
Dialogue – Zindagi se zyada mohabbat nahi karni chahiye..aakhir me sabse haseen dhokha zindgi hi deti hai….
Hum dil de chuke sanam
Year -1999
Dialogue – Chahne aur hasil karne me bahut fark hai, pyar sirf hasil karna nahi, pyar dene ka naam hai….
Gangaajal
Year – 2003
Dialogue- Samaj ko police waisi hi milti hai, jaisa samaj khud hota hai….
Once upon a time in Mumbai
Year- 2010
Dialogue – Jo apni maa ki izzat nahi karta.. Mai unka baap ban kar aata hu…..
Dilwale
Year – 1994
Dialogue – Humein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha… meri kashti thi doobi wahan, jahan pani kam tha
Himmatwala
Year – 2013
Dialogue – Gareeb ke paas sirf do hi cheezein hoti hai … sar par izzat ki pagdi aur pairon mein mehnat ki chappal … aur jab sar ki pagri uchalti hai toh pairon ki chappal haath mein aa jaati hai
The Legend of Bhagat Singh
Year – 2002
Dialogue – Khoon bahana koi badi baat nahi hai … chahe woh apna ho ya samne waale ka … badi baat toh yeh hai ki jism se tapka hua ek boond khoon, aane wali nasal ke saare ke saare khoon mein ubaal la sakta hai yah nahi
Baadshaho
Year – 2017
Dialogue – Char din ki zindagi hai aur aaj chautha din hai … yeh sochkar itne saal nikaal diye
Once upon a time in Mumbai
Year- 2010
Dialogue – Jinki manzil ek hoti hai … woh raaston par hi toh milte hai
Jaan
Year – 1996
Dialogue – Maut ke saath sirf zindagi khatam hoti hai … mohabbat nahi
Once Upon A Time In Mumbai
Year – 2010
Dialogue –Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye … un mein lagaam daalna mushkil ho jata hai
Diljale
Year – 1996
Dialogue – Jo Jab Hindustan ko mitana chahega, mitti me mil jayega
Baadshaho
Year – 2017
Dialogue – Maut jab sar pe hoti hai … zindagi ki keemat tab samajh mein aati hai
De De Pyaar De
Year – 2019
Dialogue – Main har cheez dobara kar lunga … har jagah dobara chal lunga … har galati dobara kar lunga … har ladai dobara ladh lunga … dobara mana lunga … dobara our song chhun lunga … dobara pet name bhi soch lunga … har jhooth dobara bol lunga … har taana dobara sun lunga … har hasi dobara has lunga … har aansun dobara roh lunga … tere bina life badi jee huyi baasi si lagti hai … mujhe ek baar phir apne saath dobara jeene de na .
Shivaay
Year – 2016
Dialogue – Zaroorat se zyada usne kabhi usse maanga nahi, zaroorat se kam kabhi usne diya nahi
Himmatwala
Year – 2013
Na main Dilli waala, na main CBI waala … ek behen ka bhai, ek maa ka beta … himmatwala!
The Legend of Bhagat Singh
Year- 2002
Aap namak ka haq ada karo … main mitti ka haq ada karta hoon
Conclusion
Ajay Devgan is one of Bollywood’s most versatile performers. As an actor, he has never let us down. We are smitten by his passionate appearance, manner of delivering speech, and acting skills. Everyone applauds the Veteran Actor for his honest efforts and passionate commitment. His work is highly regarded in Hindi cinema.
Also Read: 25 Years Of Ajay Devgn! Take A Look At 5 Reasons Why We Love Ajay Devgn!