Top 15 Dialogues From Once Upon A Time In Mumbai

Once Upon a Time in Mumbaai this Bollywood movie was released on July 2010. The movie was directed by Milan Luthria and produced by Ekta Kapoor. According to Wikipedia this movie has done a business of Rs 785 million. This movie got rating of 7.4/10 in IMDb. Check out some awesome dialogues from this movie.

1. Zindagi ho toh smuggler jaisi… sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar

1

2. Raaste ki parwah karoonga toh… manzil bura maan jayegi

3. Joh apni maa ki izzat nahi karte… main unka baap bankar aata hoon

4. Jinki manzilein ek hoti hai… woh raaston par hi toh milte hai

5. Tumhari baat ka jawaab de diya… toh tumhara sawaal bura maan jayega

6. Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi… aur tumne sudhaarna shuru kar diya

7. Main har kaam paise ke liye nahi karta

8. Sher se hal chalaoge toh kisaan toh marega hi

9. Kashti leharon se takrayegi… toh hi kinaare naseeb honge

10. Isse zindagi se zyada apni jeet pyari hai

11. Insaan ki dukhti rug uski har taqat se badhkar hoti hai

12. Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi deti… un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta

13. Gufaa mein andhera kitna hi ho… kinaare pe roshni zaroor hoti hai

14. Aadmi tabhi bada banta hai… jab bade log usse milne ka intezaar kare

15. Chaukiyan chahe police ki ho… shehar ke commissioner to hum hi log hai

Which is your favorite dialogues in this movie Once upon a time in Mumbai? Let us know in comments section below.

Exit mobile version