From Maine Pyaar Kiya to Radhe: 25 Most Popular Dialogues by Salman Khan

It takes years and multiple successful projects for an actor to get recognized in Bollywood and admired by fans. But, a few of these actors have become superstars, and fans worship them. One such Superstar is Salman Khan, who needs no introduction to Bollywood.  

Also known as ‘Bhaijaan’ of Bollywood, he has made a special place in the hearts of his fans after a career spanning more than 30 years. His continued hard work, acting, and style have made audiences flock to the theatre whenever his film releases. 

In this article, we will tell you about the 25 most popular dialogues by Salman Khan-

  1. Dosti ka ek usool hai madam — no sorry, no thank you. 

Film- Maine Pyar Kiya

Year- 1989

From Maine Pyaar Kiya to Radhe: 25 Most Popular Dialogues by Salman Khan
Most Popular Dialogues by Salman Khan | Image – Zee5
  1. Ek baar maine commitment kardi toh phir mein apne aap ki bhi nahi sunta.

Film- Wanted 

Year- 2009

 

  1. Mujhpe ek ehsaan karna, mujhpe koi ehsaan mat karna. 

Film- Bodyguard 

Year- 2011 

 

  1. Mere baare mein itna mat sochna. Dil mein aata hoon samajh mein nahi.

Film- Kick

Year- 2014

 

  1. Agar tum mujhe yunhi dekhti rahi toh tumhe mujhse pyaar ho jayega. 

Film- Hum Dil De Chuke Sanam

Year- 1999

 

  1. Zindagi mein teen cheezein kabhi underestimate nahi karna – I, ME and MYSELF. 

Film- Ready

Year- 2011 

Most Popular Dialogues by Salman Khan | Image – Amazon
  1. Kyun ki bhagwan ek hi waqt har jagah nahi ho sakte na, is liye unhone maa ko banaya hai. 

Film- Garv

Year- 2004 

 

  1. Koi tumhe tab tak nahi hara sakta, jab tak tum khud na haar jao. 

Film- Sultan

Year- 2016 

 

  1. Aap thank you mat kahiye. Instead teen logon ki madad kijiye aap, aur un teeno se kehna ki woh teen aur ki madad karen, duniya badal jayegi. 

Film- Jai Ho

Year- 2014 

 

  1. Yakeen ek tubelight ki tarah hota hai, der se jalta hai, lekin jab jalta hai, toh full light kar deta hai. 

Film- Tubelight

Year- 2017 

 

  1. Is duniya ki shuruvat insaaniyat se hui hai . . . aur aaj is duniya ko sirf ek hi mazhab ki zaroorat hai . . .  aur woh hai insaaniyat. 

Film- Tiger Zinda Hain

Year- 2017 

 

  1. Sapne dekhna achchi baat hai, par kayi baar unke peechhe daudte daudte na apne peechhe choot jaate hai. 

Film- Sultan

Year- 2016 

Most Popular Dialogues by Salman Khan | Image – NDTV
  1. 23- Shahrukh Ka Mazaak Mat Udaao, Manne Bahut Pasand Hai, Jab Woh Ladki Ke Aankh Mein Aankh Daal Ke Dekhe Hai Na Toh Andhi Ladki Bhi Paat Jaave Hai..

Film- Sultan 

Year- 2016 

 

  1. Tu Ladki Ke Peeche Bhagega, Ladki Paise Ke Peeche Bhagegi … Tu Paise Ke Peeche Bhagega, Ladki Tere Peeche Bhagegi..

Film- Wanted 

Year- 2009 

 

  1. Badtameez. Chaddar Ki Kameez, Lohe Ka Pajama, Bandar Tera Mama, Arre Billi Teri Mausi, Kutta Tera Yaar, Aam Ka Achaar..Aaja Mere Yaar..

Film- Mujhse Shadi Karogi 

Year- 2004 

 

  1. Jab Hum Aapse Kuch Poochna Chahe Toh Aap Humein Rokti Hain… Aur Jab Chup Ho Jayen Toh Tokti Hain…

Film- Hum Aapke Hai Kaun

Year- 1994 

 

  1. Hum Bajrangbali Ke Bhakt Hain… Mar Jayenge Lekin Jhooth Nahi Bolenge..

Film-  Bajrangi Bhaijaan 

Year- 2015 

 

  1. Jitne safed baal mere sar aur dhaadi mein hai, usse kahi jyada rangeen meri zindagi rahi hai

Film- Bharat

Year- 2019

 

  1. Yeh race zindagi ki race hai, kisi ki zindagi le kar hi khatam hogi

Film- Race 3

Year- 2018

Most Popular Dialogues by Salman Khan | Image – Amazon

    19. Aap devil ke peeche, devil aapke peeche…too much fun

Film- Kick 

Year- 2014

 

    20. Hum Yaha k Robinhood Pandey hai, Robinhood Pandey…Swagat Nahi Karoge Aap Hamara?

Film- Dabangg 2

Year- 2012 

 

  1. Log kehte hai khoobsurat ladkiyan jab jhoot bolti hain, toh aur bhi khoobsurat lagti hain

Film- Hum Aapke Hai Kaun

Year- 1994 

 

  1. Aam aadmi sota hua sher hai, ungli mat kar, jaag gaya toh cheer phad dega. 

Film- Jai Ho

Year- 2014 

 

  1. Do Hindustani picturon ki poster deewar pe tangane se koi Hindustani nahi banta . Hindustani woh hota hai joh apna ghar jalakar doosro ko dabishta hai. 

Film- Lucky: No Time For Love

Year- 2005 

 

  1. Har family mein problem hain, par vo khushnaseeb hain jinki family hai. 

Film- Prem Ratan Dhan Paayo

Year- 2015 

Most Popular Dialogues by Salman Khan | Image – The Hollywood Reporter
  1. Jinke paas pyar ki daulat ho . . . unhe kabhi gareeb nahi samajhna chahiye. 

Film- Har Dil Joh Pyaar Krenga

Year- 2000

Summing Up, 

All these dialogues by Salman Khan gives us a glimpse of his successful and wonderful career with great performances. With all these films and memorable dialogues, he has been able to make a special place in the hearts of his fans. 

Also Read – Salman Khan Talks About Tough Times, Says He Used To Clean Toilets In Jail & Boarding School

Exit mobile version